jab tera hukum mila tark muhabbat kerdi
dil magar us per woh dharka ke qayamat kerdi...
tujh se kis tarah mein izhar-e-tamanna kerta
lafz soojha to maani ne bagawat kerdi...
mein so samjha tha ke laut aate hain jaane wale
tune jaa ker to judayi meri qismat kerdi...
tujh ko pooja hai ke asnaam parasti ki hai
mein ne wehdat ke mafaheem ki kasrat kerdi...
mujhe ko dushman ke iradon per bhi pyaar aata hai
teri ulfat ne muhabbat meri aadat kerdi...
poochh betha hoon mein tujh se tere kooche ka pata
tere halaat ne kaisi teri soorat kerdi...
Sunday, May 27, 2007
Poetry ....
BHI BHOOLNAY MAIN WAQT LAGAY GA
ABHI BHOOLNAY MAIN ZAMANAY LAGAIN GAY
ABHI TOU KITABON MAIN GULAB HAIN TAAZA
GYE UNN DINNON KAY AZAB HAIN TAAZA
ABHI ROSHNI KAY WOH SAAYE HAIN ZINDA
ABHI ZAKHMI CHAHAT KI GOONJAIN HAIN ZINDA
ABHI BHOOLNAY MAIN WAQT LAGAY GA
ABHI BHOOLNAY MAIN ZAMANAY LAGAIN GAY
ABHI AASMAN KA RANG WOHI HAI,,,,,,,
ABHI PARBATON PAY DHUND WOHI HAI
ABHI USS KI SORAT HAI AANKHON MAIN ZINDA,,,,,
ABHI USS KI CHAHAT HAI KHOABON MAIN ZINDA,,,
ABHI BHOOLNAY MAIN WAQT LAGAY GA,,,,
ABHI BHOOLNAY MAIN ZAMANAY LAGAIN GAY.,,
ABHI MOSAMON KA TAGHAYYOR WOHI HAI
ABHI UNN FIZAON MAIN KHUSHBO WOHI HAI
ABHI DILL MAIN USS KI MOHABBAT BASI HAI
ABHI AANKH MAIN USS KI SOORAT SAJI HAI

Wednesday, May 02, 2007
hameshaa ulajhatii rahii hai zulm se Khalqat
na unki rasm nai hai, na apanii riit naii
yuun hii hameshaa khilaaye hain hamane aag mein phuul
na unki haar naii hai na apanii jiit naii
isii sabab se falak kaa gilaa nahiin karte
tere firaaq men ham dil buraa nahiin karte
Gar aaj tujhse judaa hain to kal baham honge
ye raat bhar kii judaaii to koii baat nahiin
Gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii Khudaaii to koii baat nahiin
jo tujhase ahd-e-wafaa ustavaar rakhate hain
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nihaar rakhate hain

Subscribe to:
Posts (Atom)